Friday, July 1, 2011

Friendship Day SMS, History and Photos|My 24News

International Friendship Day celebrations take place on the first Sunday of August.
 
History:
Friendship Day was originally invented by Joyce Hall, the founder of Hallmark cards in 1919, and intended to be a day where people celebrated their friendships by sending cards to their friends.





Friendship day SMS
Kabhi kabhi in ankho main nami se hoti hai
Kabhi kabhi in honto pe hansi si hoti hai
Ae dost woh tumhi ho jisse meri zindgi, zindgi si hoti hai.

Na saathi na humsafar hai koi,
Na kisike hum na hamara hai koi,
Par aapko dekh ke keh sakate hai,
Ek pyaara sa dost hamara bhi hai koi.

Mohabbat ka sirap ho tum,
Tension ka capsule ho tum,
Aafat ka injection ho tum,
Par kya kare jhelna padta hai,
Kyonki… DOSTI ka oxygen ho tum.

Who is a Dost?
Dost vo jo bin bulaye aaye,
Bevajah sar khaye,
Jeb khali karwaye,
Kabhi sataye,
Kabhi rulaye,
Magar hamesha saath Nibhaye.

No comments:

Post a Comment